What is Cryptocurrency | cryptocurrency kaise use kare

What is Cryptocurrency | cryptocurrency kaise use kare
Tezi se Aage badhte digital world mein currency ne bhi Naya digital Roop le liya hai. Es digital currency ko hi cryptocurrency Kaha Jata Hai. jaise ki Bitcoin Jiska Naam Apne bahut suna hai.
Aaj ka Topic-
Cryptocurrency kya hai?
Kaise use Kiya jata hai?
Iske Benefit Kya hote hai?
Aaj ki post me Aise sawalo pe hi baat krne ja rahe hai.Chaliye Aaj Jante Hain cryptocurrency ke bare mein cryptocurrency Virtual currency Hoti Hai jisse 2009 me introduce Kiya gaya tha. pahle cryptocurrency most popular Bitcoin hi thi.
Adhik jaankari ke liye ye video dekhein.
What is Crypto-currency-
Cryptocurrency asali Sikko or note jaise Nahin Hoti Hai Yani hum Crypto-currency ko rupayon Ki Tarah Hath Mein Nahin Le Sakte. naahi apni Jeb mein rakh sakte hain Lekin yah Hamare digital wallet Mein safe rahti hai. Isliye aap digital currency Bhi Keh sakte hain aur Online currency bhi kah sakte hain Kyunki ye Keval online exist Karti Hai.
Bitcoin se hone wala payment computer ke through Hota Hai. ye toh aap Jante hi Hai Ki Hamare Indian rupees aur isi Tarah euro dollar currency per government ka pura control Hota Hai lekin Bitcoin cryptocurrency per Aisa Koi control Nahi Hota Hai.
Control of the Government-
Es virtual currency per government authority jaise ki Central Bank Ya Kisi bhi Desh Ka aur agency ka koi control Nahi hota hai. Bitcoin traditional banking system to follow Nahin karti, balki computer wallet se dusre wallet transfer Hota Hai. Aisa nahi hai ki Bitcoin hi ek cryptocurrency hai balki aisi 5000 se bhi jada alag-alag Cryptocurrency hai aur kuchh popular Cryptocurrency hai jaise-
- Ethereum,
- Ripple,
- Litecoin
- Tethar aur
- Libra.
In main aap Invest kar sakti hai Aur Bitcoin Ki Tarah he aap Asani se kharide aur beach sakte hain. Yeh Baat Alag hai ki In mein se Sabse Jyada popular cryptocurrency Bitcoin hi hai.
Yah Kitni popular hai is baat ka pata aap ko is Baat Se Lag Jayega Ki Ab duniya ki Bitcoin payment accept karne Lagi Hai Aur Bhavishya Mein ine companiyon ka number badhta hi jayega. Aise mein aap Bitcoin ka use Karke shopping trading food delivery travelling Sab Kuchh Kiya Ja sakta hai.
India mein Dhire Dhire Hi Sahi lekin Bitcoin payment ka popular form banti ja rahi hai India mein cryptocurrency ki is slow speed Ka Karan is ka illegal Hona Tha, Kyunki cryptocurrency ko RBI ke dwara BAN Kiya gaya tha lekin Ham March 2020 ko Supreme Court ne BAN ko Hata Diya Hai. Esliye India mein bhi cryptocurrency users ki Sankhya lagatar dusre deshon Jaise hi badhane Lagi Hai.
Bharat mein Bitcoin Jaise cryptocurrency ka dusre desho Jitna popular Nahin hone ka dusra important reason. Hamara yah concept Hai Ki investment karna ho to FD , mutual fund, share or gold mein hi karna chahiye.
Jo galat To Nahin Hai per is naye Jamane ke naye Currency Mein invest karne ki Apne fayde hote hain jaise ki aasani se aur fatafat transaction kar sakte hain.
Es mein International transaction chutkiyon Mein pura Kiya Ja sakta hai. aap ko naa k barabar transaction ki fees deni hoti hai. ish mein Koi middlemen bhi nahin hota hai aur yah transaction jada secure aur confidential hote hain.

Ab bataiye haina Bitcoin ek fayde ka investment?
Aur Bitcoin naya concept to hai nhi Facebook, pay pal, Amazon or Walmart Jaisi badi-badi company is cryptocurrency se Judi hui hai. Yahi nhi Elon musk jo ki Duniya Ke sabse Amir vyakti hai aur Kanye West, mike tyson jaisi Personality bhi Cryptocurrency Mein invest karti hai USA, China, Japan, spain jaisi desho me Toh cryptocurrency users ki sankhya sabse jyada hai.
Ab Itna Jaan lene ke bad ho sakta hai aap bhi Bitcoin cryptocurrency main invest karne Kya soch rahe hain Honge Aapko Bata De ki cryptocurrency aur Bitcoin Jaisi currency ko use karna bhi behad Aasan hai Matlab yah ki aap aap Application Apne phone ki applications Store se ek coinswitch application download karke cryptocurrency khareed for bech sakte hain. Ye Aapko nahi Aasan lagega Jitna aapko Amazon aur Flipkart Jaise Apne maan Chahe website se a Apne maan Chahe items ko purchase karna.
Follow me on-
My Website- https://www.paramtimes.com/
Instagram- https://www.instagram.com/techwithparam/