Tricks to Increase the Charging Speed of Smartphone

Tricks to Increase the Charging Speed of Smartphone

Tricks to Increase the Charging Speed of Smartphone

Aaj Kal ke Bhag Daud wali Jindagi Mein Main mobile phone ka ek Aham jarurat ban gaya hai. aaj ke Samay Mein Kuchh Aisa Ho Gaya Hai Ki ham apne mobile phone ke bina Kuchh der bhi nahin Rah Sakte. Par Jaisa ki aap Jante Hain Ki phone tabhi Tak kam Karta Hai Jab tak uski battery full charge hoti hai. to aaj ke is post mein Main Ham baat karenge Sath Aise trikon ke bare mein jo Hamare phone ki charging speed ko Badha Denge ya fir Yun Kahen ki ‘Tricks to Increase the Charging Speed of Smartphone’. Kyunki aaj ke Samay Mein Kisi ke pass bhi Itna Samay Nahin Hai Ki ki vah ek Sthan per baithkar apne phone ko charge Karen.

Tricks to Increase the Charging Speed of Smartphone

Ham ek ek Karke Unse Abhi e points ke bare mein baat karte hain

Phone ko airplane mode par Rakhe charge karo

Tricks to Increase the Charging Speed of Smartphone

Agar aap Chahte Hain Ki aapka smartphone jaldi se charge ho jaaye.To aapko Apne smartphone ko airplane mode per kar dena chahie. Aisa karne ke bad aap Kuchh der ke liye kisi ko call nahin kar Payenge ya FIR internet bhi nahin Chala Payenge. lekin iska fayda aapko yah Hoga Ki aap ka phone 40 percent Jyada Teji se charge ho jaega. Kyunki Jab aapka smartphone airplane mode per Chala Jata Hai tab network search karne mein Iske battery ki conjunction honi band ho jayegi aur aapka phone sirf charge Hoga Aise Mein aapka phone jaldi charge ho jaega.

Switch off the phone for more fast speed

Tricks to Increase the Charging Speed of Smartphone

Agar aapko Aur Bhi Jyada Teji Se Apna phone charge karna hai to uske liye sabse accha upay Yah hai ki aap apne smartphone ko switch off karke rakh den. Agar Ek Bar aap apne smartphone ko switch off kar denge tab aapke phone ke battery ki consumption bilkul ruk Jayegi. Kyunki ki is Samay aapke phone ka display a network aur Baki Sabhi features hi band  Ho Chuke Rahenge.

Don’t use local charger cable

Tricks to Increase the Charging Speed of Smartphone

Apne phone ko charge karne ke liye kabhi bhi local charger cable ka use na Karen. smartphone ke sath Mile charger mein Main vah capacity hoti hai ki aapke Phone ko charge karne ke liye Ye Jyada speed provide kar sake, Jo use phone ke a capacity ke according highest hoti hai. parantu agar aap local charger istemal Karenge apne phone ko charge karne ke liye to use charger mein main aapke Phone ko jaldi charge karne ki capacity Nahin Hoti. is vajah se aapka phone local charger se charge hone mein jyada Samay leta hai.

Charge with socket, not with laptop and other secondary options

Smartphone ko jaldi charge karne ke liye aap kabhi bhi e Jugaad Ka prayog Na Karen. Hamen se Kai log Aise Hain Jo Apne phone ko charge karne ke liye laptop up Ka istemal Karna Shuru kar dete Hain. per laptop Hamen main electricity ki ki voltage jarurat Ke anusar Nahin provide Karva pata Jiske vajah se Hamara smartphone charge hone Mein Adhik Samay leta hai. isliye Hamesha Apne smartphone ko charge karne ke liye socket ka istemal Karen.

Power Bank

Tricks to Increase the Charging Speed of Smartphone

Power Bank Ka istemal Karke agar aap apne smartphone ko charge karte hain. to aap is baat ka bilkul Dhyan rakhen Ki Ab Ke Power Bank ka output bhi Adhik Ho. mere Kahane ka matlab yah hai ki agar aap powerbank kharide hain to use Samay aap Dhyan rakhen ki power bank ka output rate 18 watt se Adhik Ho. agar aap ek normal Power Bank Karenge to vah aapke Phone ko charge karne ke liye Adhik Samay Lega.

Don’t use wireless charger

Tricks to Increase the Charging Speed of Smartphone

Wireless charger Ka istemal Karke agar aap apne smartphone ko charge karte hain. to aap is baat ka bhi Dhyan rakhen ki wireless charger ki speed Hamesha hi wale charger se kam hoti hai. To Agar aapko apna smartphone jaldi charge karna hai to uske liye aap aap wala charger hi istemal Karen.

Don’t use cover

Kabhi-kabhi smartphone charge Hote Samay Jyada heat hone Lagte Hain. aur Agar Ek Bar smartphone ka temperature jyada ho jaaye to Uske bad Uske charging ke speed per bhi Asar pad jata hai. isliye Ye Agar charging ke Samay aapka phone Jyada heat hota hai to to aapko uska back cover nikal Dena chahie. Taki uska temperature maintain Rahe aur cover ke andar hi he uska temperature aur jyada badhta hi na chala jaaye.

Main ummid Karta Hun ki aaj ka yah post aapke liye helpful rahega. Aage Bhi Is Tarah Ki post padhne ke liye Ye Hamare website www.paramtimes.com se Judein.