SUGO app kaise use kare | sugo id registration | sugo app how to use

SUGO app kaise use kare, sugo id registration, sugo app how to use, sugo app se paise kaise kamaye, earn money by sugo, sugo app real or fake, sugo app me id kaise banaye, sugo app how to create id,sugo app review, sugo app tutorial video,

Sugo app ek chatting app Jo ki Play Store par available hai.Sugo app ke lakhon user hai. joki ki es app me ek dusre se Chatting karte hai.Ye app dating app’s ki tarah hi kaam karta hai, Isme aap Unknown ladkiyon se jitni Marji chatting kar sakte hain. 

SUGO app kaise use kare | sugo id registration | sugo app how to use

Ismein aapko ladkiyon ka profile dekh jata hai. Unki profile picture dekh kar aur apni Pasand ke hisab se aap chatting ke liay Ladkiyan  dekh sakte hain.

Es post me hum baat karenge ki Sugo app me hum apni ID kaise create kar sakte hain.

Sugo app me Id banane ke liye sab se pahle aap Play Store se Sugo app Ko download kar le. Application download hone ke bad aapko option mil Jaenge ismein login karne ke wo option hai

  1. Phone Number
  2. Facebook Account
  3. Google Account

Ismein aap apni Marji ke option se login kar sakte hain.

SUGO app kaise use kare | sugo id registration | sugo app how to use

Selected Option se login karne ke bad aap next page pe aa jaoge. Next page pe aap ko apni details bharni hongi jaise ki,

  1. Profile Picture
  2. Nick Name
  3. Date of Birth
  4. Gender

Profile Picture :

Profile picture ka matlab hai aapki wo picture Jo aap Sugo  app ke  profile picture ke roop mein dekhna chahte ho. Ye profile picture Aap application Mein click kar sakte hain ya Apne phone ki Gallery se upload bhi kar sakte hain. 

Nick Name :

Nickname ka matlab hota hai username Sugo app me Aap apni Marzi ka nickname select kar sakte hain. per yah Naam 10 digit se kam kam Hona chahie.

Date of Birth :

Date of birth ke option me apne apna original date of birth select kar ke bharna hai.

Gender :

Gender ke option me aap apna gender Male ya Female select kar sakte hai. Par agar aap ke female for or earning ke liay ye app use kar rahi to gender female hi select kare. kyu male id me earning ka option nhi hota.

SUGO app kaise use kare | sugo id registration | sugo app how to use

Next page pe ek pop-up window open hogi jisme aap ko gender cofirmation ka alert massage dega.Aap ko ye yaad rahe ek bhar id ban jane ke baad aap apna gender nhi change kar sakte.

SUGO app kaise use kare | sugo id registration | sugo app how to use

Gender confirm ke bad aap apne Sugo app ke home page pe aa jayenge. Yaha aap ko boht se ladkiyon ke profilr show honge. aap yaha apne maan pasand ka profile select kar ke ush se chatting kar shakte hia.

SUGO app kaise use kare | sugo id registration | sugo app how to use

User profile me aap ko boht se option mile jaate hai. Yaha sab se upar aap ko apni profile picture or aap ka username show hoga. Ush ke bad ye option’s kuch es tarah hai

  1. Recharge
  2. Earn Coins
  3. Visitors
  4. VIP Center
  5. Share SUGO
  6. Settings
SUGO app kaise use kare | sugo id registration | sugo app how to use

Recharge :

Recharge ke option me apko coins Buy karne ka option milta hai. Eshme aap kisi ko gift ya massage send karne ke liay jo coins chahiye hote hai unka recharge pack hota hian.Coins aap kisi bhi payment method se buy kar shakte hai.

SUGO app kaise use kare | sugo id registration | sugo app how to use

Earn Coins :

Earn coin ke option mein Aapko daily ke kuch task milte hai.Jisko complete karne par aapko diamond ya coins milte hai. Diamonds ko aap dollar me convert kar ke apne bank account se withdraw kar shakte hai aur Coins ka use aap kisi ko gift bhejne me ya chatting karne me kar shakte hai.

SUGO app kaise use kare | sugo id registration | sugo app how to use

Visitors :

Visitors option me jo jo user aap ke profile pe visit karega ushka details show karega.Par aap ko ush Visitor ke profile ko dekhne ke liay bhi SUGO aap ka VIP Membership lena padega.

SUGO app kaise use kare | sugo id registration | sugo app how to use

VIP Center :

VIP center me aap ko aap ke VIP recharge or VIP recharge ke bad unlocked hone wale function ka details hota hai. Aap ko aap ke recharge plain ke hisab se aap ki profile ka level aur function milta hai.

SUGO app kaise use kare | sugo id registration | sugo app how to use

Share SUGO

Share Sugo option me aap ko 3 platform mil jate hai. In platform pe aap apni Sugo id ko apne family ya friends me share kar shakte hai. Ye platform hai

  1. Messenger
  2. Whatsapp
  3. Facebook
SUGO app kaise use kare | sugo id registration | sugo app how to use

Settings :

Settings ke option me aap ko Sugo aap ke notification on aur off ka option milta hai. Jiska matlab hai aap apni marji hia notification set kar shakte hai. App es me apni marji ka language bhi select kar shakte hai. App agar kisi user ko block karte ho toh wo user bhi aap ko setting ke blocklist option me mile jayega. Es app me Application developer se contact karne ke liay Help Center or Customers service bhi available hai.

sab se last me aap ko aap ki id log out ka option milta hai. yaha se aap apni id ko log out kar shakte hai.

SUGO app kaise use kare | sugo id registration | sugo app how to use