chamet app me agency kaise milegi | How to get agency in chamet app

Dating app me apni Agency Kaise create Karen | How to Create Own Agency in Dating App

Aapko Kisi bhi dating application mein agency Lene Se Pahle kuch khas Baton Ka Dhyan Rakhna padta hai, jaise ki aapke sath number of host kitne Jude hue hain. number of host ka matlab hai aap ki working list mein kitni ladkiyan hai jo ki Kisi agency Mein kaam kar sakti hain. dating application Mein kam karne ka Kuch term or condition Hota Hai.Jo Hamen application ki agency lete Waqt policy ke roop Mein Milta Hai aur use Hamesha Host ke live Hote  time aur income ke regarding Yad Rakhna hota hai.

    Aaj Ham aapko bataenge Ki Chamet app me aap agency Kis Tarah Se create kar sakte hain.

 Step by Step  Agency Creating Process

Dating app me apni Agency Kaise create Karen | How to Create Own Agency in Dating App

Es link per click karne ke bad aapko ek es tarah  ka Pop up face dekhne ko Milega. step by step ismein aapko apni detail Fill karni Hai.

1. Username:

Username ka ka matlab hai ki aap  kis naam se agency Lena Chahte Hain.  aur jo Naam aap yaha bharenge aap ki agency Usi Naam Se login Hogi. 

2. Password: 

Password option mein aapko Apne man Chahe password ka ka chain karna hai joki  unique bhi ho aur aur aapko Yad bhi Rahe. aapka yah password 10 digit se a Chhota Hona chahie 10 digit Ka Hona chahie.

3. Re-Enter Password:

Re-enter password vah Option hota hai jismein Ham Apne a chain kiye Gaye password ko Dobara type karke verify Karte Hain Ki Ham Apne password Ko Yad Rakh sakte hain ya nahin matlab jo bhi aapane password lagaya hai Vahi same password aapko ismein type karna hai.

4. Agency name:

FIR aapko Apne host agency ka naam bharna hai jisse a aap agency le rahe ho. aapko yah Yad Rahe aap direct company se agency Nahin Le Sakte. aapko host agency matlab jo ki application  ki ki agency ko maintain kar raha hai usse a agency milegi.  To Aap Yahan Apne host agency ka naam Bhar le.

5. Phone number :

aapka jo bhi mobile number chal raha ho yah Jis phone number se aap is application se judna chahte ho vah mobile number Apne Ek country code ke sath Yahan enter kar den.

6. Enter verification code:

Jab aap apna mobile number Apne country code ke sath Bhar Denge FIR aapko niche Diye Hue send ke button per click karna hai. uske bad aap ke Diye Hue mobile number per verification code aaega wakod aapane a ismein submit kar dena hai aur aur Bhind se click kar dena hai.

Aise aapki Ki Khud ki agency registered ho jayegi.

Agency create ho jane ke baad User name aur Password ki madad se aap apne agency ko check kar sakte hai.

Apni agency Login karne ke liye yaha click karein.

Ab aapko apni agency me Host add karna hai or paisa cashout karne ke liye apna bank detail aapko add karna hai..

Cashout Process-

Agency open karne ke baad aapke samne ye page open hoga. esme “Bind withdrawal Method” me apna bank detail enter kare.

cashout process in chamet app

Host’s Adding Process-

Host ko apni agency me add karne ke liye aapko Screen ke left upper side corner me ek dashboard ka option dikhega, Uspe Click karna hai aur add ka option select karna hai.

how to add host in chamet agency | chamet agency me host kaise add kare

Option pe click karne ke baad aapko hostess list pe click karna hai. ab aapke aapne niche diya gya page open ho jaega.

chamet agency me host kaise add kare | how to add host in chamet agency

Add ke option pe select karne ke baad aapko niche diya gya page mil jaega. esme aapko required data fill karna hai. jaise ki host ka user id, Unka Country code and mobile number.

chamet agency me host kaise add kare | chamet app me apni agency kaise create kare

etna karne ke baad host ke id ke my earning wale option me ek request jaega jisko agree karna hai. request agree karne ke baad host ko apna face verification karna hoga.

Etna kar dene ke baad host apna kaam shuru kar sakte hai. and agency ka kaam pura ho gya hai. ab host jitna bhi kaam karenge uska paise agent dwara diye gye bank account me aana shuru ho jaega..